Badle the woh, mausam hame keh gayeachhe the woh, bura hame keh gaye,hamne toh ki thi har pal wafa unse,nibhai khud se na gayi toh, bewafa hame keh gaye
Mausam ko mausam ke baharon ne luta,Kashti ko saahil ke kinaron ne luta.Tum to darr gaye ek hi kasam se,Humein to tumhari kasam de kar hazaron ne luta.