Dil ki aawaj se nagmein badal jate hai,Sath na de to apne badal jate hai,Palke bhi jara sambhal ke jhapkana kyunki,Palke jhapkane se sapne badal jate hai.
Sochte hai in sagar ki lehron ko dekhkar,kyu ye kinare se takrakar laut jaati hai?Kya ye kinare se bewafai karti hai,ya sagar se wafaadari nibhati hai..