Ishq ke bhi kuch andaz hote hain, Jagti ankhon mein bhi khawab hote hain, Zaroori nahi ke gam mein aansu nikle, Muskurati ankhon mein bhi sailab hote hain
Har ek manzar par udasi chayi hai,Chand ki roshni main bhi kuch kami aayi hai,Akele ache the hum apne ashiyane main,Jaane kyun laut kar aaj phir teri yaadein aayi...
Unki yaadon ki mehek in hawaon mein hai,Kuch apnapan sa in fizaon mein hai...Khushiyan millein har kadam pe UnheBas yeh chota sa khwaab in nigahon mein hain...
khoye khoye se rehtein hainduniya ka ab koi hosh nahisab kehten hain kyon chup ho?vo kya jaane mann khamosh nahinhalaaton ka hi dosh tha yeisme dil ka koi dosh...
Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila HaiIs Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila HeGuzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur seEk khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila...
Ek jazba khaak hua dil ki gehrayion me kahintajjub hai maut par uski koi roya tak nahin,sahil se to chale the sath me hamsafar bankarsagar ne duboya hami ko...