Na Jaane Kyun hame Ansoon bahana nahi aata… Na jaane Kyun haal dil ka batana nahi aata….! Kyun saathi ruth jaate hain hamse, shayad hame hi saath nibhana nahi aata..
Aisa nahi ki Tujhse Muhabbat Nahi HumeinGhum Roz Roz Sehne ki Aadat Nahi HumeinHar Bar Tere Samne Sar Ko Jhuka LiyaAur Phir Bhi Dekh Tujhse Shikayat Nahi Humein
Khamosh the hum to magrur samajh liya ,Chup hum hai to majboor samajh liya ,Yeah apki galti hai ki hum itne karib the,Fir bhi aapne aapse door samajh liya..