Khabhi kawabo ke saath yun hi door nikal jati hu
tujhe khawabo main doonti hu or phir kawabo main kho jati hu
tere yaad ne, na khabhi hone diya tanha mujhe
kaabhi akeli huyi to tujhe yaado main milne chali jati hu
raho tum lakh door per dil se door nahi ho
jab dil dhadakta hai to tujhe aapne paas hi pati hu
maine koi shart to rakhi nahi hai pyaar main
baas haad se jayada tujhe pyaar kiye jati hu
tum ne waada kiya tha ke ek din miloge kisi mod pe
har mod pe muskura ke nikal jati hu
tum se koi shikwaa koi shikayat nahi hai in aansu ko
ek aansu hu bas yu khushi main umardh aati hun..
No comments:
Post a Comment