Manzilein bhi uski thi..rasta bhi uska tha...
Ek mein hi tanha tha....Kaafila bhi uska tha...
Phir saath saath chalne ki soch bhi uski thi..
Phir raasta badalne ka faisala bhi uska tha...
Aaj kyu hu mein akela dil ro kar savaal karta hai..
Log to uske the..par kya khuda bhi uska tha..
No comments:
Post a Comment