Tanhaiyon me rehna seekh raha hun,
hoke majboor rona seekh raha hun,
mumkin nahi tumse door hona lekin,
tumse juda hokar jeena seekh raha hun
Please rate the shayaris / poems after you read them and feel free to give your comments / suggestions in the comments form. If you have a good shayari to share with us or you would like to exchange links with us please mail us at shayari@randomthotz.com.
Showing posts with label Tanha. Show all posts
Showing posts with label Tanha. Show all posts
Khuda kisi ko
Khuda kisi ko kisi pe fida na karein,
Karein to qayamat tak juda na karein,
Yeh mana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi toh nahi paata tanhai mein.
Karein to qayamat tak juda na karein,
Yeh mana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi toh nahi paata tanhai mein.
Main Jab Bhi
Main Jab Bhi Toot'ta Hoon Tujhe Dhoondta Hoon
Tum Ne Ek Baar Kaha Tha !!! Hum Ek Hain ...
Tum Ne Ek Baar Kaha Tha !!! Hum Ek Hain ...
Tu nahi toh
Tu nahi toh zindagi mein kya reh jayega,
door tak tanhaiyon ka silsila reh jayega,
har kadam pe saath chalna aye dost,
warna tera yeh dost tanha mar jayega…
door tak tanhaiyon ka silsila reh jayega,
har kadam pe saath chalna aye dost,
warna tera yeh dost tanha mar jayega…
Sabse chupa ke
sabse chupa k dard wo muskura diya
uski hasi ne to aaj mujhe rula diya
lehje se uth raha tha har ek dard ka dhuwan
chehra bata raha tha k kuch gawaan diya
awaaz me thehrao tha aankho me nami thi
aur keh rahi thi k maine sab kuch bhula diya
najane logon se kya thi use shikayatein
tanhainyoon k des me khudko basa diya
hamse bichad k wo khud bhi adhuri si ho gayi
aur itne logo k beech humko bhi tanha tanha bana diya

Subscribe to:
Posts (Atom)