Kyo ho raha hoo main itna bechain
dil ko aakhir kiska hai intezar
jab janta hoo ki woh shaqs khush hai apni duniya me
kyo main baitha rehta hoo apni tanhayion ke saath
kho gaya hai woh beeta hua kal
kho gayi hai woh mehfil yaaron ki
khoya nahi toh bas woh dosti ka ehsas
woh meethe kuch pal woh yaadon ki duniya
No comments:
Post a Comment