Ajeeb sa lagta hai tumse milne ke baad
kyo chahta hai dil,tumhara saath baar baar
paas aane se kyo dhadak uth'ta hai dil aise
door jaane se kyo tadapta hai yeh baar baar.
dil me is khadar uthar gayi hai tasweer tumhari
ki aankhen band karke bhi nazar aata hai baar baar.
yeh jaankar ki anjaan ho tum mere pyar ki ehsas se
kyo aata hai tumpe itna pyar baar baar
No comments:
Post a Comment