Na jaane kyo aaj tumhari bahut yaad aayi.
tumhari awaaz sunne ko dil ne bahut chaaha
na jaane kyo dil me ubhar rahi hai nayi jazbaate
na jaane kyo main khoya rehta hoo tumhare khayalon me
kaash main tumhare dil ki kisi kone me jagah bana paata
kaash main tumhe zindagi bhar ke liye apna bana paata
No comments:
Post a Comment